Ek haath de, ek haath le
Ek haath de, hey ek haath le
Ek haath se, aata hai yeh
Ek haath se, jaata hai yeh
Paisa paisa, haye paisa
Lattu jaisa nachaata hai yeh
Jaan le, jaan le noton ki dadagiri
Jaan le, jaan le
Maan le, maan le paisa hai sab ka pappa
Maan le, maan le
Chai ki pyaali, aadhi bhari hai aadhi hai khaali
Chai ki pyaali, aadhi bhari hai aadhi hai khaali
Ek haath de, ek haath le
Ek haath de, hey ek haath le
Har din ki chindi chori se
Har din ki chindi chori se
Bhatti ke jaisa dil jale
Ab daao maare kaunse
Ab daao maare kaunse
Kaise museebat yeh tale
Jaane de, jaane de, tension ki chidiya tu udh jaane de, jaane de
Aane de, aane de, jaise taise paise ko aane de, aane de
Bhulao khayali, par apni jaib hai khaali
Bhulao khayali, par apni jaib hai khaali
Ek haath de, ek haath le
Ek haath de, hey ek haath le
Phoote mann mein ladoo hazaar
Apne iraade bhi kamaal
Sapne hain saare ashko laaj
Pocket hai than than than gopal
Boye ga jo kaate ga woh, life ka yeh hi rule hai
Jo samjha uski chal padi, jo na samjha woh fool hai
Chai ki pyaali, aadhi bhari hai aadhi hai khaali
Chai ki pyaali, aadhi bhari hai aadhi hai khaali
No comments:
Post a Comment